Power
Harr ak insan. Iss Dhatri parr janm letha hai q ki , apne jeevan me thara thara ke role play karna hotha hai,
Our bhagavan bhi. Harr ak insan iasi skamatha dethe hai , ki vo insan kuch bhi karr sake .
Manaa jatha hai ki, human brain super computer se bhi bhoth jyadha thej hai.
Q ki ,brain me consicious, our sub consicious brain hotha Hai.
Jabb consicious brain ko. Positive sochh.. Dethe Hai tho ,sub consicious brain bhi ,consicious brain KO follow kartha hai.
Our consicious brain KO negative sochh.dethe hai tho sub consicious brain bhi negative effects KO show kartha Hai.
Iss duniya me harr akk insan , ke thara thara ke laksh hothe Hai.
Uss laksh ko pane ke liye bhoth sari mehnath karnihothi hai , uss samay Parr sub chotti chotti khushiya thygna padtha hai , jab agar mehnath achii rahitho tho , thume vo success jarur milegy .
Wo insan apne jeeth ke liye kithni bhi katthin samay se ,harr halath mein our apne athmvishwas se ,last minute thakk , haar manee bina apne raha parr Chalega ,uss insan ke Jeevan me success appne ap kadmo ke niche athi hai.
q ki bhagavan harr akk insan ko iasi sakthiya pradhan kartha Hai. , jo. Kuch. Bhi paa sakthe Hai.
Bas uss shakthion ko hame pehchana hoga ,our usss raha pe chalna hoga, , jo bhagavan ne hame skamatha di Hai.
Ishh duniya me harr akk success chahtha Hai, but vo success nahhi ho paatha .
q ki unko apne appar Vishwas nahhi hotha Hai, samay ko isthamal karna jaanthe nahhi .
Fear
Hamme sabb ko jo success ke liye apne ap ko thapathe hai, unn me kuch. Na kuch kammi tho. rehthihi hai. Chahe vo students ke life m e ho ya apni khudh. Real life style me ho .
Aggar students ke life me tho ye hotha hai ki. , wo aisaa soch the hai , musse physics tho. , banrahi nahhi ,
Muje chemistry ke reactions dekhthehi darr lagtha hai.
Maths ki basics hi muje athiinahhi my kaise exam me pass hovunga .
Jo app a problem face karre hai na, vo jabb thum chotti age me the thab apne. Consicious brain KO aa sikhaya hai ki a subject tho hume se na ho payega bhouth hard hai.
Bass iss wajase ,aaj thumhe vo success nahhi milrahi hai .
A. Sab kuch darr hai , thumhe bhi darayegi ourr thumare life me jyo paana chahthe ho , usse bhi bajume hattane wala hai .
Aggar a sabh. Kuch kisike sath hora hai tho. Utto our vo book pakdo apko darrathi hai.
Our apne athmasaman ko a samjav , nahhi. Muje ayegi . jab thakk hame a subject ayegi nahhi thab thak hume uss book ko chodne vale nahhi .
Our kaho my karunga , bar. Bar karunga.
Ourr Vishwas rakho apne app Parr . ki jab thakk nahi chodunga , thab thakk muje ayegi nahhi. .
Aggar a bhi nahi hoga thumse tho . apni ankh bandh karlena ourr kehna.
" faith is anti dott to fear "
Story
Akk village , uss village me jyo nagarik hothe hai , vo apne apni khethi me anaj ugakarr apna jeevan bithane wale hothe Hai. ,
Jab garmi ka mousam ke. Baad. barsth ka. Mousam atha hai .
Lekin uss village me harr saal a hotha. Hai ki. Baddal tho athe nahi , our paani bhi nahi girtha .
Iss wajase saree janwar our majddurgar marrne lagthe Hai , q ki janwaroko khane ke liye harre podhe nahhi hothe , ourr majddurgar ko rojgaar Madduri .
Jab a sabh kuch honee parr ,uss village ke mukhiya orr village ke sabh log , akhatthe ho karr iss vishy parr charchaa karthe hai . ourr nirnay karthe hai ki , iss village me kuch pooja , hawann karne ki nirnay karthe Hai.
Village ke log thammam tharike ki pooja , hawann karthe Hai. Lekin uss pooja se , na baddal gunjthe hai , na paani girtha hai
Thab gav wale sochthe hai ,ki asabh kuch hamare hi sath q horaha hai . ourr sabh gav wale nirnay karthe Hai ki hame gav chooddna hai, nahhi tho hume our hamare bache na khetthy kar sakkthe hai na marrsakkttthe hai .
Usss nirnay ke baad gav wale mukhiya ke pass jathe hai , kehtthe hai mukhiya ji hume sab gav chodkar jare hai , q ki iss gav me rehkarr kya ayega
Binna paani ke , khetthy karrsakthe hai naa jee sakthe hai .
Ourr mukhiya ji kahthe hai . nahhi kio kahhi nahhi jayega , bass our akh barr koshish karthe hai, agar uus se bhi kuch nahi howa tho sabh chalejana .
Mukhiya ji kuch kaamm se gav ke baharr jathe hai , our unke bachpann ke Mithr se milthe hai , ourr mukhiya ji unki haal chaal puchthe hai , our unke dosth bhi puchthe Hai tho mukhiya ji kahthe Hai , hammara kuch tthik nahhi chalra , q ki khetthy karrne ke liye na baddal aathe hai na paani girtha Hai, iss wajase gav ke sabh log pareshyan hai .
Jab. Unke dosth kehtthe Hai ki , sunno , akkh bhouth badda boudh vikshuk hai , kahthe Hai vo nachne parr Baadal athe hai , our paani barasne lagtha hai , akk barr uss swamy ji ko thumare gav le jav , thumara samasya ka samadhan jarur milega .
Baad me mukhiya ji apne gav loathe Hai, our sabh gav wale ko kehtthe Hai jyo apne Mitra ne unse kaha ,
Lekin gav ke padde likhe ladke hothe hai , vo aa sabh nahhi manthe .
Thabh mukhiya ji kuch ladke ko uus Swamy ke pass bhejthe Hai, unhe amanthrith karne .
Swamy se millkarr bolthe hai , swamy ji hamare gav badi musibath me hai, na hamm anaj ugasakthe hai , na jee sakthe hai . app hamare sath hammare gav chalna hoga , ourr hammari madath karna hoga .
Swamy ji kahthe hai , ki tthik hai . my Thumri madath jarur karunga .
Boudh vikshuk gav me athe hai ourr kuch pooja karthe Hai, our vo nruthya karna lagthe Hai, lagathar nach the Hai . akk , doo , chhe , ghanta bithgaye , Lekin paani nahhi girtha .
Lagathar nachthe rahe , jab achanak se baaddal gunjne lage ,ourr paani ki akh akh bund girne lagi. nach ne lage, nach ne lage, Ouur joor ka paani girne laga . jab unnka nruthya rokhthe hai .
Jab uus gav ke padde likhe ladke . ascharya ho jathe Hai , our kahthe hai , swamy ji Hume aap maap karde q ki apke sakthio parr hamm hase the sanka kare
lekin hame samjme nahhi atha a paani gira tho kise gira , aa sab tho science tho manthi nahi aap hame bathaiye , aa paani aya kise .
boudh vikshuk muskurakar kahthe Hai , dekho my Thumri tharra paddalikha nahhi hu , our muje uthna jantha nahhi , githna aap janthe ho . bass ak baath hai , ki jab my chotta
Thha thab my a tthan liya hai ki " jab my nachunga paani girega , jab my nachunga paani girega , ourr jab thakk paani nahhi girega thabthak nachtha he rahunga "
q ki mujhe Vishwas hai apne aap me our uss bhagavan pe . jab my nachunga. tho paani jarut girega .
Moral
Harr akk kaam karthe samay uss kaam parr positivety our apne aap parr vishwash hona chaiye ,
Our iss duniyame vo akk ayudh hai vo hame success detha hai vo , attut Vishwas hai .
" thanks. You "