Wednesday, 22 May 2019

My our mera atuut Vishwas



Power 

Harr ak  insan. Iss Dhatri  parr janm letha hai  q ki , apne jeevan me thara thara ke role play karna hotha hai,
Our bhagavan bhi. Harr  ak insan iasi skamatha dethe hai , ki vo insan kuch bhi karr sake  .

 Manaa jatha hai ki, human brain super computer  se bhi bhoth jyadha thej hai.
 Q ki ,brain me consicious,  our sub consicious  brain hotha Hai.
 Jabb consicious brain ko. Positive  sochh.. Dethe Hai tho  ,sub consicious  brain bhi ,consicious brain KO  follow  kartha  hai.
 Our consicious brain KO negative  sochh.dethe hai tho  sub consicious brain bhi negative effects KO show kartha Hai.
 Iss duniya me harr akk insan ,  ke thara thara ke laksh hothe Hai.
  Uss laksh ko pane ke liye  bhoth sari  mehnath karnihothi hai ,  uss samay Parr  sub chotti chotti khushiya  thygna padtha hai , jab agar mehnath  achii rahitho tho , thume vo success  jarur milegy .

Our harr akh bandda  ,apne jeeth ke liye  kithni bhi koshish kare , our kithna bhi paddne ke baddh bhi use failure ka samna karna hotha hai. q ki uss banddhe koapne appar Vishwas nahhi hotha  .

Wo insan apne jeeth ke liye  kithni  bhi katthin samay se  ,harr halath mein  our apne athmvishwas se ,last minute  thakk  , haar manee bina  apne raha parr Chalega  ,uss insan ke Jeevan me  success appne ap kadmo ke niche  athi hai.

q ki bhagavan harr akk insan ko iasi sakthiya pradhan kartha Hai. ,   jo. Kuch. Bhi paa sakthe Hai.
 Bas uss shakthion ko hame pehchana hoga ,our usss raha pe chalna hoga, , jo bhagavan ne hame skamatha di Hai.
 Ishh duniya me harr akk success  chahtha Hai,  but vo success nahhi ho paatha .
q ki unko apne appar  Vishwas nahhi hotha Hai,  samay ko isthamal karna jaanthe nahhi .


Fear

Hamme sabb ko  jo success ke liye   apne ap ko thapathe hai,  unn me kuch. Na kuch kammi tho. rehthihi hai.  Chahe vo students  ke life m e ho ya  apni khudh. Real  life  style me ho .

 Aggar students  ke life me tho ye hotha hai ki. ,  wo aisaa soch the hai , musse physics  tho. , banrahi nahhi , 

Muje chemistry  ke reactions  dekhthehi darr lagtha hai.

Maths  ki basics hi muje athiinahhi  my kaise exam me pass hovunga .
Jo app a problem  face karre hai na,  vo jabb thum chotti  age me the thab apne. Consicious brain KO aa sikhaya  hai ki  a subject tho hume se na ho payega  bhouth hard hai. 
Bass iss wajase  ,aaj thumhe vo success  nahhi milrahi hai  . 

A. Sab kuch darr  hai ,  thumhe bhi darayegi  ourr  thumare  life me jyo paana chahthe  ho ,  usse bhi  bajume hattane wala hai .
Aggar a sabh. Kuch kisike sath hora hai tho. Utto our vo book pakdo  apko darrathi hai. 
Our apne athmasaman ko a samjav  , nahhi. Muje  ayegi . jab thakk hame a subject  ayegi nahhi thab thak hume uss book ko chodne vale nahhi .
 Our kaho my karunga   , bar. Bar karunga. 
Ourr  Vishwas rakho apne app Parr .  ki jab thakk nahi  chodunga  , thab thakk muje ayegi nahhi. .

 Aggar a bhi nahi hoga thumse tho . apni ankh bandh karlena ourr kehna.

                  " faith  is anti dott to fear " 


Story 

Akk   village  , uss  village  me  jyo  nagarik  hothe hai ,  vo apne apni khethi  me anaj  ugakarr   apna jeevan bithane wale hothe Hai. , 
Jab garmi ka  mousam ke.  Baad.   barsth ka. Mousam  atha hai .


 Lekin uss village me  harr saal a hotha. Hai ki.  Baddal  tho athe nahi , our  paani bhi  nahi girtha .
 Iss wajase saree janwar our  majddurgar  marrne lagthe Hai  , q ki janwaroko  khane ke liye harre podhe nahhi hothe , ourr majddurgar  ko rojgaar Madduri  .

Jab a sabh  kuch honee parr  ,uss village  ke mukhiya   orr village  ke sabh log  , akhatthe ho karr  iss vishy  parr charchaa karthe hai .  ourr nirnay karthe hai ki , iss village  me  kuch pooja , hawann karne ki  nirnay karthe Hai.  
Village  ke log thammam tharike ki pooja , hawann  karthe Hai.  Lekin   uss pooja se , na baddal  gunjthe hai , na paani girtha hai 
Thab gav wale sochthe hai ,ki  asabh kuch hamare hi sath q horaha hai . ourr sabh gav wale nirnay karthe Hai ki  hame gav chooddna hai,  nahhi tho hume our hamare bache na khetthy  kar sakkthe hai na marrsakkttthe  hai .
Usss nirnay ke baad  gav wale  mukhiya ke pass jathe hai ,  kehtthe hai mukhiya  ji hume sab gav chodkar jare hai , q ki  iss gav me rehkarr  kya ayega 
Binna paani ke ,   khetthy  karrsakthe hai naa jee sakthe hai . 
Ourr mukhiya  ji kahthe hai . nahhi kio kahhi nahhi jayega ,  bass our akh barr koshish karthe hai, agar uus se bhi kuch nahi howa tho sabh chalejana . 
Mukhiya  ji  kuch kaamm se gav ke baharr jathe hai ,  our unke  bachpann ke Mithr se milthe hai ,  ourr mukhiya ji  unki haal chaal puchthe hai  , our unke dosth bhi puchthe Hai  tho mukhiya ji  kahthe Hai  , hammara kuch tthik nahhi chalra , q ki   khetthy  karrne ke liye na baddal aathe  hai na paani girtha Hai,   iss wajase gav ke sabh log pareshyan hai . 
Jab. Unke dosth  kehtthe Hai  ki , sunno ,  akkh bhouth badda boudh vikshuk hai ,  kahthe Hai  vo nachne parr Baadal  athe hai , our paani barasne lagtha hai , akk barr uss swamy ji ko thumare gav le jav , thumara samasya ka samadhan jarur milega . 
Baad me mukhiya  ji  apne  gav  loathe Hai,  our sabh gav  wale ko kehtthe Hai  jyo  apne  Mitra  ne unse kaha , 
Lekin  gav ke padde likhe  ladke hothe hai , vo aa sabh nahhi manthe .
Thabh mukhiya ji  kuch  ladke ko uus Swamy  ke pass bhejthe Hai,  unhe amanthrith karne . 

Swamy se millkarr bolthe hai , swamy ji   hamare gav   badi  musibath me hai,   na hamm anaj ugasakthe hai  , na jee sakthe hai .  app hamare sath hammare gav chalna hoga ,  ourr hammari madath karna hoga . 
Swamy ji kahthe hai , ki tthik hai . my Thumri  madath jarur karunga  .
Boudh vikshuk  gav me athe hai  ourr kuch pooja karthe Hai,   our vo nruthya karna  lagthe Hai,   lagathar nach the Hai  . akk , doo , chhe , ghanta  bithgaye  , Lekin  paani nahhi girtha  .
Lagathar nachthe rahe ,  jab  achanak se baaddal gunjne lage ,ourr paani ki akh akh bund girne lagi. nach ne lage,  nach ne lage,   Ouur joor ka paani girne laga . jab unnka nruthya rokhthe hai .
Jab uus gav ke padde likhe  ladke  . ascharya ho jathe Hai  , our kahthe hai , swamy ji  Hume  aap  maap karde q ki apke sakthio parr hamm hase the  sanka kare 
lekin hame samjme nahhi atha  a paani gira tho kise gira  , aa sab tho science  tho manthi nahi aap hame bathaiye , aa paani aya kise .
 boudh vikshuk  muskurakar kahthe Hai  , dekho my Thumri  tharra paddalikha nahhi hu , our muje uthna jantha nahhi , githna aap janthe ho . bass ak baath hai , ki  jab my chotta 
Thha thab my a tthan liya hai ki  " jab my nachunga paani girega , jab my nachunga paani girega  , ourr jab thakk paani nahhi girega thabthak nachtha he rahunga "   
q ki mujhe Vishwas hai apne aap me our  uss bhagavan  pe . jab my nachunga. tho paani jarut girega . 

Moral

Harr akk kaam  karthe samay uss kaam parr  positivety our apne aap parr vishwash hona chaiye ,  
 Our iss duniyame vo akk ayudh hai  vo hame success  detha hai vo , attut Vishwas  hai .


                                           " thanks. You " 




Share:

0 comments:

Post a Comment

PayUMoney

https://amzn.to/2IJCyEm

BTemplates.com

Ghar. Powered by Blogger.

Search This Blog

Find Us On Facebook

Popular Posts