Tuesday, 11 June 2019

IPS. Akh maa ka sangharsh


             Maa..

                   " Maa ka hotha hai sacha pyar
.                  maa ka hotha hai sacha pyar 
.                  apne sangharsh se kabhi nahhi m  .           mannthi hai haar ! 
Our duniyase fhakr  se kehthi hai , kabhi nahi kamm nahhi hotha hai maa ka pyar .! 

Hii friends ! 

Aj hum aapse  kehne jaa rahe hai ki akh maa apne life time me hamare liye kithni sucrifys karthi hai  , kise apne jeevan se sangharsh karthi.  Hai . 

                Our kithni bhi bhaadhaye  ho  wo nahhi mannthi hai haar q ki , maa ka pyar aisa hotha hai , ki apne bachoo... parr kaisi bhi problems  aye tho harr wakth hamare sath khaddi hothi hai ,  wo nahi dekhpaathi apne bachoo .ki problems,  thabhi tho hum sabh apne maa , ko iithna uchha darja dethe hai . 
         " chaliye ajj ham janenge  akhir kon hai ye maa ,  our akhir usse IPS kiss karan banna padda . 

IPS .......maa tho banni IPS parr q kya khass baath...chhupi hai .....

 Story

.     aaha story  hai.  Ki ye thumhe bathlayegi  ki maa ka maa ka mathlab sirf janm denna he nahhi hotha hai ,  anath ko bhi  paalan poshan karneki bi maa ke saman hothi hai.
 a story  kalpanik ruup se bannayagaya hai 
 Our kisi parr bhi laagu nahhi hothi hai .

      Ye story  annthim thak paddiye thaa ki thumhe bhi samj me bhi aye ki kya hothi hai maa ki mamtha se bharra pyar.          Maa .....
            
               Gujarat  state me chhotta sa gaav , uss gaavme   .
Uss maa,  bap ko two daughter s hothe hai .  akh ka naam hotha. .savithri  , our dusri ka naam hotha hai jaanvi .... 

Unnke pithaji bhouth sharabi thhe .. Our sharab piikar apne ghar lout kar jaanvi ke maa ko bhouth.  maar pittai karthe the.
 Lekin maa ye sabh sehkar chupchap ghar me paddi rehthi thi .  
Iss ki waja a tthi ki  , uss gaav me ye niyam ttha  koi bhi ourath apne patthi se uchhi avaj me nahhi bath karsakthi  . 
Issi.  liye jaanvi ki maa ye sabh anyay jhelthi rahhi  .
           Jab usss doo santhan ki paddai likhai ki bath ayi tho unke pittha saaf. Mannaa kardiya 

Our a bhi akh niyam thha ki ladkiya bahar jakarr paddna nahhi chahiye , paddna tho door ki bath hai , uus ghar se bahhar nikal bhi nahhi saktthe jahha parr wo rehtthe hai.  







Jaanvi ke pitth  unko kaam karne bheja karthe thhe.  Jab jaanvi our unki behen kaam se ghar luot me deri hochoki thi , our dono behne apne ghar ane ke liye nikle jab kaphi raat ho chukhi thhi .
Achanak se koi anjaan insan akarr savithri KO jabardasthi utta legaya  , 
Savithri chillathi rahi 
Bachav ....... Bachav......
Jaanvi ne bhi chillaya par koi nahi aya unki ki madath karne , 
Jaanvi akhele saddak parr baitte roone laghi .
Parr bhi koi nahhi aya uuse bachane   . akhir savithri ko kon legaya wo nahi patha jaanvi ko. 
Rooti rahi ....
Maabap kafhi parishan thhe  . dhundne lage apne bachiyoko .
 Maa ne awaj lagai jaanvi .....
Savithri.....
Kaha ho betta tho thab jakar jaanvi saddak parr akhely roothe huwe nazar ayi , maa ne dodhkar gayi,  betta didhi kaha hai ... 
Tho jaanvi ne kaha maa koi didhi ko jabardasthi utta legaya  .
Pittha ne kaha koin thha wo beta. 
Patha nahhi papa  ,lekin hum jab kaam karne jathe Hai tho , uss building kaam Karne  wale majdur didhi KO  chedthe  , kahabhi use touch karthe hai .lekin didhi ne jab unhe akh thhapad mara tho , wo kehre thhe ki , dekhthe hai thum kise humse bachhti ho , jyo thumhara thumare khubhsurtika ka ghamandh hai na wo sab nikalenge .
Our aisa thumhara chehrra bigaddungha ki ,na marsakthi ho , na jee sakthi ho , 
Patha nahi papa didhi kesath wo kya karenge ki muje bhouth darr lagraha hai .
 Jab subha huitho pass wale jungle me savithri khun se kapde bhare lathpath paddi thhi , tho ye sab dekkarr unke maa bap ko bouth bada sadma pohuncha . 
Raat bhar roote rahe , sochthe rahe . 
Jab gaav walone unke hi samne unke beti ke bareme anaab shanaab bole jarahe hai .
Pitha tho ithns sharab piitha hai ki  , ladki ko kaam ke naam se , bhejthe thhe , ourdhande karwane lagathe the . uss wajase tho inka ghar chaltha thha .
 wo maabap ye sabh sunkar aapne pass wale kuwe me jakar athma hathya karlethe hai .
Jaanvi akheli bachii . kya karegi , bhagvan se kehne lage  ki my  kiske sahare jeevungi . mera iss duniya me koi nahi hai  .bhagav mujhe iithni shakthi denna ki my mere zindagi khud ji saku , 
Bhagvan ,! 
My jaanvi ajh my sapath lethi hu  ki koi ladiko ye sabh jhelna naa padde jyo my ajj  jhel rahi hu . 
Aj my iss gaav ke niyamo ko thodthi hu .
Our my apni zingi khud jeevungi,  paddai jarungi our IPS officer bannkar inn sab ko apna javab dungi , sajha devingi .
Jaanvi nikal paddi shehar  ki our  , Lekin  wo kuch nahhi jaanthi , ki mykaha javungi our kaha paddai karungi . 
Lekin jab koi child trust ke sahare use akh anadh ashram me admission  milla .
Uss  trust ke sahare apne degree thak paddai complete karchuki thi . 
 Jab UPSC  ki thayari chalu hui tho apna khu d ka tution Center  me bacho ko padathi thi .
Our. Jab first attempt me failure ka Samna Karna  padda tho bouth narvus ho gayi . 
Ye sbh sohthe saddak Parr rootthe  chalne lagi  tho unone dekha ki sabh bache jyo andh ashram me paddthe thhe wo sabh saddak parr arahe hai . 
Tho jaanvi bacho se pucha kya huwa thum kaha jare ho , bachho ne kaha didhi hamme ashram se nikala diyagaya hai,  q ki uss land parr badhi si company constract  karne wale Hai  .
Tho unsabh bacho ke bareme  sochne laggi.
Kya hoga insabh ka .paddai .?
Nahhi innsabh bacho ki madath karni  hogi . inki ki dekh bhal kon karega ?  
Inko my dekungi my padavungi .
Jab my IPS,banungi tho inka ashram une wapass karunuhgi  , ladungi iss duniya wale se , mujhe tho ips  parr banungi maaa bhi  our sajha dilwavungi unko jyo mere didhi ka balathkar kiya Gaya Hai our maabap  ke kathilonko  .
Thab jakar inn sbh ko insaf milsakhe.
My paddungi.   Jaanvi ki thara nahi  ,inn sabh bachoo ki maa ki tharra , muje ashram  me paddke hi tho ajj my ips banneka sapna dekhrahihu . a bachhe bhi mere  tharha problems  face nahhi harni chayiye . unnki maa bankar insaf diwavungi .  


Jaanvi UPSC ki phirr se thayari shuru ki our UPSC me top score kiya ,  banni " jaanvi IPS"
Jab court me   in sabh ko ,  jyo gunegar thhe unn sabh ko pesh kiya our saja dilwai .
Our un bacho ka ashram bhi unhe lout aya .



    "    Moral" 
.         
  Jabh bhi kuch karna hai , khuch paana hai tho iss duniya se ladna hoga......

Share:

0 comments:

Post a Comment

PayUMoney

https://amzn.to/2IJCyEm

BTemplates.com

Ghar. Powered by Blogger.

Search This Blog

Find Us On Facebook

Popular Posts