Sunday, 13 October 2019

https://amzn.to/2IJCyEm


https://teespring.com/shop/ameowica-qwfbz2?aid=marketplace&tsmac=marketplace&tsmic=homepage&pid=2&cid=2397
Share:

Saturday, 5 October 2019

डर पर शायरी, quotes about fear.

Quote :1

इंतजार मत करो, जितना तुम सोचते हो, जिंदगी उससे कहीं ज्यादा तेजी से निकल रही है!

Quote:2

अगर हारने से डर लगे तो चाह जीतने की मत रखना क्योंकि गिरने से डरने वाले कभी उड़ा नहीं करते!

Quote:3

जिनमें अकेले चलने का हौसला होता है, उनके पीछे एक दिन काफिला होता है!

Quote : 4

अच्छी तरह से जान लीजिए आपको आपके सिवा कोई और सफलता दिला नहीं सकता!

Quote:5

Confidence यह नहीं है कि लोग आपको पसंद करेंगे ही, confidence यह है की जब वो पसंद ना भी करें,तब भी आप ठीक हो!

Quote:6

विश्वास वह शक्ति है जिससे उजड़ी हुई दुनिया में प्रकाश लाया जा सकता है!

Quote:7

एक सपने के टूटकर चकनाचूर हो जाने के बाद दूसरा सपना देखने के होंसले को जिंदगी कहते हैं!

Quote:8

अगर आप सूर्य की तरह चमकना चाहते हो तो पहले सुर्य की तरह जलना सीखो!

Quote:9

इंतजार करने वालों को सिर्फ उतना ही मिलता है जितना की कोशिश करने वाले छोड़ देते हैं!

Quote:10

हर छोटा बदलाव बड़ी कामयाबी का हिस्सा होता है!

Quote:11

जीतने का मजा तब ही आता है सभी आपके हारने का इंतजार कर रहे हो!

Quote:12

कितना भी पकड़ लो,फिसलता जरूर है!
ये वक्त है साहब,बदलता जरूर है!

Quote:13:

समझनी है जिंदगी तो पीछे देखो!जीनी है जिंदगी तो आगे देखो!

Quote:14

हर चीज उठाई जा सकती है, सिवाय गिरी हुई सोच के!

Quote:15

सब्र करो बुरे दिन का भी एक दिन बुरा वक्त आता है!

Quote:16

आये हो निभाने को जब , किरदार जमीं पर कुछ ऐसा कर चलो कि जमाना मिसाल दे!

Quote:17

जीतने वाला नहीं बल्कि कहां पर हारना है,ये जानने वाला भी महान होता है!

Quote:18

पहचान से मिला हुआ काम थोडे बहुत समय के लिए रहता है, लेकिन काम से मिली पहचान उम्र भर रहती है!

Quote:19

दुनिया में इंसान को हर चीज मिल जाती है सिर्फ अपनी गलती नहीं मिलती!

Quote:20

भीड़ से अलग निकलना ही है जिंदगी!

https://amzn.to/2IJCyEm

Share:

Monday, 23 September 2019

Tayyar

Please let us know when you have any further information or if. please help me with the following ad listing has been sent from windows me with your.
Share:

Inspirational quotes for students

Hii
Friends aj ham dekenge ki Kya inspiration quites wakai me hamare life me jaruri Hhii
Ha....
q ki harr eak feluir student apne aap ko motivated rakhne ke liye motivation qaites suntha hai ya padtha hai na......


Quites 

"As soon as you truly commit to making something happen, the "how " will reveal itself "

 Tony Robbin's 

"What lies behind us and what lies before us are tiny matters compared to what lies within us "..
Share:

Monday, 17 June 2019

Apna time aayega....



Hii !

Aap sabh ka swagath hai , mere blog me  ajj jyo my apko , aur  naye  title ke sath mai aya hu......


Wo title hai  " apna time aayega "
Our mai aj iss title ke bare me , apna personl experience  bathavunga ,

Hum jaanne wale hai ki hamare life me ,  samay ka importance  hai  .
q hum time ke binna apne life adhuri  hai  .
Abh mai bathhane jane wali kahani apne aap ko saphal hone me maddath karegi  ,
Hame aisa lagega ki hame iss kahani se jarur faida hoga.....

  Bhouth sare log  hotje hai , jyo sochne lagthe Hai ki  binaa  kuch kiye  , hame sabh kuch milega  ,dhan ,paddai , wo parr parwa nahi karthe Hai apne time ka ,

Kuch log hothe hai kahthe hai  ,
My iss katthin samay se gujarrkar , my saphal jarur howunga ,
Our ek shet parr time table banane lagthe hai .
Lekin. Uss time table ko doo din bhi follow  nahhi karthe  , q ki aise loog nahhi jaanthe ki kya hothi hai time ka mahathv  . jyo karna hai time rehthe Hi karlo nahhi tho bhouth pachthavo ge .

Dostho time hi tho hai , sabh ko mahan banathi hai ,
 q ki time ke binaa ,hum adhure hai ,
So ,
" time is gold  " kehthe Hai,
 Koi bhi aisa insan nahhi hai, , jyo time ko apne haath me lekarr , lo bhai  success  apne pass rakhna nahhi kehtha ,q ki time ki value wo hothi hai koi apne haath me nahhi rakhtha ,
 Kabhi mahthma Gandhi ji ne kaha

" don't west tha time  ,time is that which is never comes  back  "
Apne time ko kithni bhi dhan  sampathy se nahhi kharid sakthe  , shayad aisa hotha tho sab successful insan bann jathe ,
Our time ki thulna iss duniyame kisise bhi barabari karnahhi sakthe .
Story

Agarr aap mythology  ,  padde ho tho ,  ye ithihas jarur yad ayega. ,q ki mai abh bathane jane waly story   , mythology kehi according hai , thumhe ye paddkar bhouth achha lagegaa , our apko bhouth sari sikh  bhi milegi .
Purv kaal ki bath hai , ..
.
Jab mahishasur naam ke raakshas  , hotha thha , 

Our unke Istadive bhagvan shive ji ki aradhana karthe thhe ,  
Shive ki kaddi se kaddi thapasya shuru ki ,
 Kahi hajaaro varsh bIth chukke the shive ji ko prasana karne ,
 Lekin bhagvan shive prasana nahhi hoyhev !eak baar bhagvan vishnu prasana hothe hai ,our prasana hokar kehthe hai 
! Apni ankhe kholo mahishasur,  kaho thumhe kya vardan chahiye , 
Tho mahishasur kehthe hai ,  nahhi bagvan vishnu maine tho apki ardhana bhi nahi kiya , tho aap q aye mujhe tho bhagvan shive ji se vardhan chahiye thha ,  
q ki mai shiv ji ka param bhakth hu .....
 Aap jayiye our mujhe kshama kijiye apka apman karne ke liye , tho vishnu apne swarg me lout  jathe hai , 
Mahishasur our kaddi thapasya karne lage  , lekin dusre baar bhi shiv ji nahhi aye ,
Bhagvan brahma prakat huwe  , our kehne lage putra mahishasur kholo apni ankhe aur kya thume vardhan musse mangloo mao thumhe deneke liye thayar hu ,  mahishasur bhagvan vishnu se jyo kahe , wahhi bhagvan brahma se bhi kehkar unhe apne swarg me lout ne ko kaha ,
 Our dusre baar shivji prakat huwe our , kahe mahishasur ankhe kholo our kaho thum kos vardhan ke liye itthni kaddi thapasya karre ho ,tho raakshas ne kahha bhagvan mai dhanya hu ki mujhe apke darshan huwe mujhe tho apse milneka  kithne ki varsh se inthajar thhi , 
 shiv ji kehtthe hai kya chahiye rhume mango ,
Tho muje ttho aap thin vardhan denge 
Shiv ji kehtthe Hai  q 
q ki apne bhagvan vishnu , our brahma , our aap ki vardhan milkar thin Vardhan mujhe milne chahiye  ,

" iss thin lok ke sare sunder apsara me ardhangi bhane " 
Shive ji kehthe hai " thathasthu " 
"  jiss apsara ke kouk se janme hone wale me varis sadha amar rahhe , unki kabhi haar naho " 
" our ye uttam vardhan jyo apko mujhe dena hoga ,  mujhe sare duniya  se bhi jyada dhan muje chahiye anike swayam devi laxmi ko  ,yane ki mere ghar me apne sath meri pathni bankar sadha mere vash me rahe ,
 Shiv ji binaa soche a 3 vardhan mahishasur ko dethe hai. 
 Bhagvan vishnu bhouth dukhi he q ki shiv ji ne tho vardhan diya ki devi laxmi swarg thyag kare ,  mahishasur thaamam tharike ki pooja karthe hai our devi Laxmi KO apne vash me karlethe hai , 
 Jab sab devtha  vyakul hai , unke dhan sampathy sari chaligayi  , q ki laxmi devi hi nahhi rahhi tho bhala sampathy kaise rahe gi 
 Sab devtha bhgvan shivkilash jyathe hai , hai , kehthe hai shiv ji hamara sab kich chalagaya  , hum kya kare ki sare bhagvan milkar devi Laxmi ko hamare swarg me laye , 
Nahhi tho sare sristi ka anrth hojayega , 
 Jab devtha our raakshas milkar sagar manthan karne ka nirnay karthe hai , 
 devtha our raakshas   sabh nadi me utharthe hai  ek tharaf se devtha our ek tharaf se raakshas  shiv ji ke vasuki naam ke nag ki madath se sagar manthan chaalu kiya our uss me jyo bhi prapth hoga wo saman tharike se batega , 
 Akhir amruth ,  iravath  aise kuch devtha vo ko prapth huyi , aur Devi Laxmi  bhi tho devtha vo ka saara dhan  our sampathy lout ayi  , 
Moral 

Shayad devtha ye sochkar  ! hum tho bhagvan hai  ,hame tho maya aathi hai uss maya se hum dhan doulath kaama sakthe hai  ! Hame kya jarurath hai sagar manthan Karna  .
Agaar ye sabh soch the tho , ajj humm pooja devtha vo ki nahhi raakshas  so ki karthe  , 
Diwali  nahhi narakwali banathe ,
Dekho !  Jab time hotha hai na ,jab hi hamari chal bazi se success honeki sochna chahye.
Koin kehtha hai apna time aayega  , aree apna time aatha nahhi hame khud time laanahoga  .

              " thanks  you  " 


Share:

Tuesday, 11 June 2019

Banna hai tho khud ke maalik banna nokarr nahhi


Aapke zindagi me koi option nahhi hai ,

Aapke life me karna chaathe ho ,yah! Tho pathha hai , magarr. Uss kaam ko karne se darr lagtha hai .
 Jyo my ne socha hai , wo tho sabh tthik tthakh challa tho tthikh hai  , varna kya hoga mere zindagi ka ...

Agar my asaphal raha tho....
Hum ye samaj ke darne lagthe hai , ki kahi hamare sapne hai , wo jaddose khathm na ho paye ,  sapna hai tho usse puraa karne ke bajai kisi jab  ko karne me  , apna jeevan bithathe hai .
Aree  ! kayaron ki thara apni zindagi jio mathh , kuch aisa kardal ki duniya me  misal bankar rehjai .

Ourr jab bhi koi bandha  , iss duniya me alagh ,karr ithihas rachh dethe hai , uss bandhe ki  photo  ya interwive  , TV ya akhbar me dekhthe hai tho ,  thabh hum soch ne lagthe hai ki  , yaar. shayad   My bhi aisa kartha tho my bhi aj TV me meri photo aathi  ,
Sochna bandh karo....
Sochna bandh kijiye  ki duniya wale hume kya kahenge  ! buss karr daliye q ko mouka barbar nahi aatha  .mouka  barbar nahhi dethi hai  a kismath .
  Jab wo time jab miltha hai  , tho usse haath se mathh deena .


Story  

  My aapko akh kahani ke madhyam se issko samjane ki koshish kartha hu.....
 Doo , ladke bhouth acche friends  apni puri paddai sath me complete karchuke thhe .


Unki puri paddai karne ke baadh 
Life me kuch karne ki baari ayi , 
Akh ladkene chotti si company me engener ki jab karna shuru ki ....


Ourr dusre friend ne kuch alagh karne ka socha q ki usse jab karne me intrest nahhi thha ,lekin online  me kaam karna usse bhouth pasandh aatha thha .
 Apna khudh ka startup shuru kiya
Ajle 5 saal me dono friends kahiparr mile tho .online job karne wala friend pucha thum kya karre ho. Tho dusre friend ne ka my jab karra hu , ouur thum  my online me online marketing karra hu  q ki muje jab karne me koi intrest nahhi Thha  , tho my apni khud ki campany shuru ki ....
Dusra friend  thha wo soch ne laga my bhi aisa kartha tho aj my kisika nokarr nahhi  khud ka maalik  hotha  .
Apni zindagi me paddai ke siva myne kuch nahhi kiya .....

 Moral

            Harr bandhe me koina koi tho talent hotha hai . usse buss sahi samay parr isthamal karna hoga .
Ourr bhano tho khud ke maalik bano  kisike nokarr nahhi.......
Share:

IPS. Akh maa ka sangharsh


             Maa..

                   " Maa ka hotha hai sacha pyar
.                  maa ka hotha hai sacha pyar 
.                  apne sangharsh se kabhi nahhi m  .           mannthi hai haar ! 
Our duniyase fhakr  se kehthi hai , kabhi nahi kamm nahhi hotha hai maa ka pyar .! 

Hii friends ! 

Aj hum aapse  kehne jaa rahe hai ki akh maa apne life time me hamare liye kithni sucrifys karthi hai  , kise apne jeevan se sangharsh karthi.  Hai . 

                Our kithni bhi bhaadhaye  ho  wo nahhi mannthi hai haar q ki , maa ka pyar aisa hotha hai , ki apne bachoo... parr kaisi bhi problems  aye tho harr wakth hamare sath khaddi hothi hai ,  wo nahi dekhpaathi apne bachoo .ki problems,  thabhi tho hum sabh apne maa , ko iithna uchha darja dethe hai . 
         " chaliye ajj ham janenge  akhir kon hai ye maa ,  our akhir usse IPS kiss karan banna padda . 

IPS .......maa tho banni IPS parr q kya khass baath...chhupi hai .....

 Story

.     aaha story  hai.  Ki ye thumhe bathlayegi  ki maa ka maa ka mathlab sirf janm denna he nahhi hotha hai ,  anath ko bhi  paalan poshan karneki bi maa ke saman hothi hai.
 a story  kalpanik ruup se bannayagaya hai 
 Our kisi parr bhi laagu nahhi hothi hai .

      Ye story  annthim thak paddiye thaa ki thumhe bhi samj me bhi aye ki kya hothi hai maa ki mamtha se bharra pyar.          Maa .....
            
               Gujarat  state me chhotta sa gaav , uss gaavme   .
Uss maa,  bap ko two daughter s hothe hai .  akh ka naam hotha. .savithri  , our dusri ka naam hotha hai jaanvi .... 

Unnke pithaji bhouth sharabi thhe .. Our sharab piikar apne ghar lout kar jaanvi ke maa ko bhouth.  maar pittai karthe the.
 Lekin maa ye sabh sehkar chupchap ghar me paddi rehthi thi .  
Iss ki waja a tthi ki  , uss gaav me ye niyam ttha  koi bhi ourath apne patthi se uchhi avaj me nahhi bath karsakthi  . 
Issi.  liye jaanvi ki maa ye sabh anyay jhelthi rahhi  .
           Jab usss doo santhan ki paddai likhai ki bath ayi tho unke pittha saaf. Mannaa kardiya 

Our a bhi akh niyam thha ki ladkiya bahar jakarr paddna nahhi chahiye , paddna tho door ki bath hai , uus ghar se bahhar nikal bhi nahhi saktthe jahha parr wo rehtthe hai.  







Jaanvi ke pitth  unko kaam karne bheja karthe thhe.  Jab jaanvi our unki behen kaam se ghar luot me deri hochoki thi , our dono behne apne ghar ane ke liye nikle jab kaphi raat ho chukhi thhi .
Achanak se koi anjaan insan akarr savithri KO jabardasthi utta legaya  , 
Savithri chillathi rahi 
Bachav ....... Bachav......
Jaanvi ne bhi chillaya par koi nahi aya unki ki madath karne , 
Jaanvi akhele saddak parr baitte roone laghi .
Parr bhi koi nahhi aya uuse bachane   . akhir savithri ko kon legaya wo nahi patha jaanvi ko. 
Rooti rahi ....
Maabap kafhi parishan thhe  . dhundne lage apne bachiyoko .
 Maa ne awaj lagai jaanvi .....
Savithri.....
Kaha ho betta tho thab jakar jaanvi saddak parr akhely roothe huwe nazar ayi , maa ne dodhkar gayi,  betta didhi kaha hai ... 
Tho jaanvi ne kaha maa koi didhi ko jabardasthi utta legaya  .
Pittha ne kaha koin thha wo beta. 
Patha nahhi papa  ,lekin hum jab kaam karne jathe Hai tho , uss building kaam Karne  wale majdur didhi KO  chedthe  , kahabhi use touch karthe hai .lekin didhi ne jab unhe akh thhapad mara tho , wo kehre thhe ki , dekhthe hai thum kise humse bachhti ho , jyo thumhara thumare khubhsurtika ka ghamandh hai na wo sab nikalenge .
Our aisa thumhara chehrra bigaddungha ki ,na marsakthi ho , na jee sakthi ho , 
Patha nahi papa didhi kesath wo kya karenge ki muje bhouth darr lagraha hai .
 Jab subha huitho pass wale jungle me savithri khun se kapde bhare lathpath paddi thhi , tho ye sab dekkarr unke maa bap ko bouth bada sadma pohuncha . 
Raat bhar roote rahe , sochthe rahe . 
Jab gaav walone unke hi samne unke beti ke bareme anaab shanaab bole jarahe hai .
Pitha tho ithns sharab piitha hai ki  , ladki ko kaam ke naam se , bhejthe thhe , ourdhande karwane lagathe the . uss wajase tho inka ghar chaltha thha .
 wo maabap ye sabh sunkar aapne pass wale kuwe me jakar athma hathya karlethe hai .
Jaanvi akheli bachii . kya karegi , bhagvan se kehne lage  ki my  kiske sahare jeevungi . mera iss duniya me koi nahi hai  .bhagav mujhe iithni shakthi denna ki my mere zindagi khud ji saku , 
Bhagvan ,! 
My jaanvi ajh my sapath lethi hu  ki koi ladiko ye sabh jhelna naa padde jyo my ajj  jhel rahi hu . 
Aj my iss gaav ke niyamo ko thodthi hu .
Our my apni zingi khud jeevungi,  paddai jarungi our IPS officer bannkar inn sab ko apna javab dungi , sajha devingi .
Jaanvi nikal paddi shehar  ki our  , Lekin  wo kuch nahhi jaanthi , ki mykaha javungi our kaha paddai karungi . 
Lekin jab koi child trust ke sahare use akh anadh ashram me admission  milla .
Uss  trust ke sahare apne degree thak paddai complete karchuki thi . 
 Jab UPSC  ki thayari chalu hui tho apna khu d ka tution Center  me bacho ko padathi thi .
Our. Jab first attempt me failure ka Samna Karna  padda tho bouth narvus ho gayi . 
Ye sbh sohthe saddak Parr rootthe  chalne lagi  tho unone dekha ki sabh bache jyo andh ashram me paddthe thhe wo sabh saddak parr arahe hai . 
Tho jaanvi bacho se pucha kya huwa thum kaha jare ho , bachho ne kaha didhi hamme ashram se nikala diyagaya hai,  q ki uss land parr badhi si company constract  karne wale Hai  .
Tho unsabh bacho ke bareme  sochne laggi.
Kya hoga insabh ka .paddai .?
Nahhi innsabh bacho ki madath karni  hogi . inki ki dekh bhal kon karega ?  
Inko my dekungi my padavungi .
Jab my IPS,banungi tho inka ashram une wapass karunuhgi  , ladungi iss duniya wale se , mujhe tho ips  parr banungi maaa bhi  our sajha dilwavungi unko jyo mere didhi ka balathkar kiya Gaya Hai our maabap  ke kathilonko  .
Thab jakar inn sbh ko insaf milsakhe.
My paddungi.   Jaanvi ki thara nahi  ,inn sabh bachoo ki maa ki tharra , muje ashram  me paddke hi tho ajj my ips banneka sapna dekhrahihu . a bachhe bhi mere  tharha problems  face nahhi harni chayiye . unnki maa bankar insaf diwavungi .  


Jaanvi UPSC ki phirr se thayari shuru ki our UPSC me top score kiya ,  banni " jaanvi IPS"
Jab court me   in sabh ko ,  jyo gunegar thhe unn sabh ko pesh kiya our saja dilwai .
Our un bacho ka ashram bhi unhe lout aya .



    "    Moral" 
.         
  Jabh bhi kuch karna hai , khuch paana hai tho iss duniya se ladna hoga......

Share:

Monday, 10 June 2019

Neet dropper motivation




Hii friends !
  
            
.              ajj my apko bathane jaraha huu..... 
Neet.  Dropper ki life me. Kaise problems  hothe Hai.
Ajj my akh  kalpanik story  ke madhyam se , bathane jaraha huu. Aa story kalpanik ruup se banayigayi Hai  .



         " doctor  banna hai tho aise doctor  banoo ... " 
     .    
         " doctor banna hai tho  aise doctor banoo..."   
.         
          Paise kamanewale doctor  nahhi ..  Public   seva karnewale doctor  banno...."

.        
It's a precious jewellery of doctor   .and no bady deserve thes jewellery  except  doctor
.  
        Iss duniya me jyo bandhe  , Neet ka target rakhtte hai  ,  khasss un bachoke  ke liye aa motivation bouth jarruri hai.  . .....
 

                                " na maan thu haar apne lakshya se  , buss chalthe reh uss manjil.ke
.  
                             
                                             Raha  parr ,jeeth akh dinn  thumhari hogi "
.      

         Aree logone tho thejhe kaha thaa,  a bandha pagal ho chukka hai apne medical ki padayi ke liye bouth mehnath kartha hai .
 
           Lekin  usse ache  marks nahhi athi , patha nahi padtha hai ya acting kartha hai .


     Aree medical me seat lana ittna mushkil hi nahhi na munkin hai ....

    Beta a goal choad de our apne layak ka goal set karle , na paisa hai . na jaijatt .sapne tho itthne badhe ki soch ne se bi nahhi uttpayenge .

Aghar thum bar. Bar yahi karthe rahoge tho akh din bhiik mangna padega  ., hum kehre hai choad do  , thumse naa ho payega . hum kehre hai thum kuch nahii karpavoge .

       

                 





Jab bhi .hum jaantte  hai , ki hum  jarur karr payenge . bhala log kehne se tho hum hamara lakshya nahhi  choddne wale .


" wo hamari sari izath. Ko. , Sab ke samne dhajiya uddadethe hai . hume sab duniya ke samne. Zalil banayenge .

Aa sab hum sun kar  akh room me baitt kar rone lagthe hai. Sochne lagthe Hai  , ki hum q nahhi karparahe he hai. Duniya me tho sab medical apparent s  padkar, mehnath karkar , apne lakshya ko paarahe hai .
Lekin hum q nahhi karr pare hai. . hum bhi tho ache se padtte hai.   Time ke anusar chalthe hai  firr q nahhi .


 Kehne wale kehthe he rahenge  ,kya patha inn logonko medical me seat Lana.


Agle bar hum jeejaan mehnath karenge . our unke hi aghe misal bannkar dikayinge .!

Iss ke leye hame kram paddathi se hard work karnahoga  ,ouur apne app par Vishwas rakhna hoga akh din wo jarur ayega jab ,wo hame thaane marne wale , hame salam karenge .

 Family members  addhos paddhos sabh humparr ungli utta the hai...

Our iss miss understanding ke wajhase  , hum goal ko quite  kardethe hai .

Suno a bhouth badda problems create karega apke life me ,q ki apne man pasand goal ko chodkar,  dusre field me work karthr hai tho hamara. Mann nahhi lagtha . ye galathi nahhi. Karni hai. Appko


A samaj nahi paathe hai ki , a sabh thumhare aspaas ,addhos paddhos me  thumare surrounding  me aisi negative  quations  , our family pressure  , a sabh god ke positive singns hai .  unkhe roop me hame  messege carry karwatha hai.


" you now  we called them a pushup forceses , toward the goal  ."

Logh bhi ussi parr ungli uttathe hai , jyo sikhar parr pohnchene wala ho .  inse he hame positive experience karna hoga . ourr chalna hoga apne mannjil ki ouur .

" kabhi  na manna haar  , kabhi na manna haar !

" q ki jab thak ladoge  , thab thak  jeeth the  he rahoge "

 q ki kisi bhi insan ko ,lade bina nahhi milthi hai jeeth .

Thunhare life me aane waly obstricles  ,thumhe thumari life ko pulstop  lagane ki koshish karegi ,  buss iss wajase hum hamari jaan kho baitthe hai . our decid karthe hai suicide' karrne ka .
Life akh jung hai  , hame usse kisi bhi hall me ladna hoga  , our jeetkar dikhana hoga .
! Haaa.. Eak bath our  , sirf ladnese nahi milegi jeeth , sirf ladnese nahhi milegi jeeth   , samay ke sath ladna hoga  , hame aisi rannithi bannani hogi ki samay bhi hamare sath chale .......
Jab hi success  thumhari kadm chumegi  .


Haaa... Hame harne se millthi hai jeeth , harne se millthi hai jeeth  .
Koi bhi nahi aise ki bina sangharsh se mile ho jeeth ." !

" Learn from your mistakes!  And follow your learning "

 q ki kithni bar haar the hai that's dosent't tha mater  .   ham tho ya sikhthe  hai ya jeeth the hai  . parr kahi nahhi harthe  . a sabh paane ke liye hame busss junun our vishwas , hard work  chaiye hotha hai ..
 Thab jaakar doctor  banege aap . 






 .

Story. 


akh  village  me akh bhouth badda sa maidan  , uss village se sabhi public  maidan me jaathe hai , our maidan se shukriya adha karthe hai . sab badde chhotte sab jathe hai uus maidan me. Khelthe hai , kudthe hai , our kahthe hai , thanks  .
q ki  uss maidan  me bhouth sare hariyale poddhe rehthe hai  , uus village me paani na ho ne ke karan apne gay , bakri ya  peet bhar khana nahi miltha tha  q ki harre podhe nahhi milthe the ,
roj apne janwaroke liye iisi maidan se ghass le jayakarthe the ....
Our wo harre poudhe soch the the ,ki hame hi katkar le jare hai ,  our apne aapse kehne lage ,

Jithana katoge mughe uttna nikhrunga , jithna katoge uttna nikhrunga  , harr din mera naya janm hoga , thume sabh ko khana hoga  , jab mera ,naya janm hoga ........

 Moral ; hame bhi iss harre poudho ki thara sochna chahye , q ki wo hame bathlatha hai ki muje kithan bhi jadd se mardolo mera naya janm hoga

 Hame a sab duniya wale apne goal ko marne ki dhamki dethe hai , hame majbur kardethe hai  ki hum hamre goal ko marde !
Hame marna nahhi  apne junun ko naya janm dena hoga .

Haa... Aap Neet dropper  nahhi  ,kalanewally bhavish ke doctor  ho .



" Thank ' s you "

Share:

Wednesday, 22 May 2019

My our mera atuut Vishwas



Power 

Harr ak  insan. Iss Dhatri  parr janm letha hai  q ki , apne jeevan me thara thara ke role play karna hotha hai,
Our bhagavan bhi. Harr  ak insan iasi skamatha dethe hai , ki vo insan kuch bhi karr sake  .

 Manaa jatha hai ki, human brain super computer  se bhi bhoth jyadha thej hai.
 Q ki ,brain me consicious,  our sub consicious  brain hotha Hai.
 Jabb consicious brain ko. Positive  sochh.. Dethe Hai tho  ,sub consicious  brain bhi ,consicious brain KO  follow  kartha  hai.
 Our consicious brain KO negative  sochh.dethe hai tho  sub consicious brain bhi negative effects KO show kartha Hai.
 Iss duniya me harr akk insan ,  ke thara thara ke laksh hothe Hai.
  Uss laksh ko pane ke liye  bhoth sari  mehnath karnihothi hai ,  uss samay Parr  sub chotti chotti khushiya  thygna padtha hai , jab agar mehnath  achii rahitho tho , thume vo success  jarur milegy .

Our harr akh bandda  ,apne jeeth ke liye  kithni bhi koshish kare , our kithna bhi paddne ke baddh bhi use failure ka samna karna hotha hai. q ki uss banddhe koapne appar Vishwas nahhi hotha  .

Wo insan apne jeeth ke liye  kithni  bhi katthin samay se  ,harr halath mein  our apne athmvishwas se ,last minute  thakk  , haar manee bina  apne raha parr Chalega  ,uss insan ke Jeevan me  success appne ap kadmo ke niche  athi hai.

q ki bhagavan harr akk insan ko iasi sakthiya pradhan kartha Hai. ,   jo. Kuch. Bhi paa sakthe Hai.
 Bas uss shakthion ko hame pehchana hoga ,our usss raha pe chalna hoga, , jo bhagavan ne hame skamatha di Hai.
 Ishh duniya me harr akk success  chahtha Hai,  but vo success nahhi ho paatha .
q ki unko apne appar  Vishwas nahhi hotha Hai,  samay ko isthamal karna jaanthe nahhi .


Fear

Hamme sabb ko  jo success ke liye   apne ap ko thapathe hai,  unn me kuch. Na kuch kammi tho. rehthihi hai.  Chahe vo students  ke life m e ho ya  apni khudh. Real  life  style me ho .

 Aggar students  ke life me tho ye hotha hai ki. ,  wo aisaa soch the hai , musse physics  tho. , banrahi nahhi , 

Muje chemistry  ke reactions  dekhthehi darr lagtha hai.

Maths  ki basics hi muje athiinahhi  my kaise exam me pass hovunga .
Jo app a problem  face karre hai na,  vo jabb thum chotti  age me the thab apne. Consicious brain KO aa sikhaya  hai ki  a subject tho hume se na ho payega  bhouth hard hai. 
Bass iss wajase  ,aaj thumhe vo success  nahhi milrahi hai  . 

A. Sab kuch darr  hai ,  thumhe bhi darayegi  ourr  thumare  life me jyo paana chahthe  ho ,  usse bhi  bajume hattane wala hai .
Aggar a sabh. Kuch kisike sath hora hai tho. Utto our vo book pakdo  apko darrathi hai. 
Our apne athmasaman ko a samjav  , nahhi. Muje  ayegi . jab thakk hame a subject  ayegi nahhi thab thak hume uss book ko chodne vale nahhi .
 Our kaho my karunga   , bar. Bar karunga. 
Ourr  Vishwas rakho apne app Parr .  ki jab thakk nahi  chodunga  , thab thakk muje ayegi nahhi. .

 Aggar a bhi nahi hoga thumse tho . apni ankh bandh karlena ourr kehna.

                  " faith  is anti dott to fear " 


Story 

Akk   village  , uss  village  me  jyo  nagarik  hothe hai ,  vo apne apni khethi  me anaj  ugakarr   apna jeevan bithane wale hothe Hai. , 
Jab garmi ka  mousam ke.  Baad.   barsth ka. Mousam  atha hai .


 Lekin uss village me  harr saal a hotha. Hai ki.  Baddal  tho athe nahi , our  paani bhi  nahi girtha .
 Iss wajase saree janwar our  majddurgar  marrne lagthe Hai  , q ki janwaroko  khane ke liye harre podhe nahhi hothe , ourr majddurgar  ko rojgaar Madduri  .

Jab a sabh  kuch honee parr  ,uss village  ke mukhiya   orr village  ke sabh log  , akhatthe ho karr  iss vishy  parr charchaa karthe hai .  ourr nirnay karthe hai ki , iss village  me  kuch pooja , hawann karne ki  nirnay karthe Hai.  
Village  ke log thammam tharike ki pooja , hawann  karthe Hai.  Lekin   uss pooja se , na baddal  gunjthe hai , na paani girtha hai 
Thab gav wale sochthe hai ,ki  asabh kuch hamare hi sath q horaha hai . ourr sabh gav wale nirnay karthe Hai ki  hame gav chooddna hai,  nahhi tho hume our hamare bache na khetthy  kar sakkthe hai na marrsakkttthe  hai .
Usss nirnay ke baad  gav wale  mukhiya ke pass jathe hai ,  kehtthe hai mukhiya  ji hume sab gav chodkar jare hai , q ki  iss gav me rehkarr  kya ayega 
Binna paani ke ,   khetthy  karrsakthe hai naa jee sakthe hai . 
Ourr mukhiya  ji kahthe hai . nahhi kio kahhi nahhi jayega ,  bass our akh barr koshish karthe hai, agar uus se bhi kuch nahi howa tho sabh chalejana . 
Mukhiya  ji  kuch kaamm se gav ke baharr jathe hai ,  our unke  bachpann ke Mithr se milthe hai ,  ourr mukhiya ji  unki haal chaal puchthe hai  , our unke dosth bhi puchthe Hai  tho mukhiya ji  kahthe Hai  , hammara kuch tthik nahhi chalra , q ki   khetthy  karrne ke liye na baddal aathe  hai na paani girtha Hai,   iss wajase gav ke sabh log pareshyan hai . 
Jab. Unke dosth  kehtthe Hai  ki , sunno ,  akkh bhouth badda boudh vikshuk hai ,  kahthe Hai  vo nachne parr Baadal  athe hai , our paani barasne lagtha hai , akk barr uss swamy ji ko thumare gav le jav , thumara samasya ka samadhan jarur milega . 
Baad me mukhiya  ji  apne  gav  loathe Hai,  our sabh gav  wale ko kehtthe Hai  jyo  apne  Mitra  ne unse kaha , 
Lekin  gav ke padde likhe  ladke hothe hai , vo aa sabh nahhi manthe .
Thabh mukhiya ji  kuch  ladke ko uus Swamy  ke pass bhejthe Hai,  unhe amanthrith karne . 

Swamy se millkarr bolthe hai , swamy ji   hamare gav   badi  musibath me hai,   na hamm anaj ugasakthe hai  , na jee sakthe hai .  app hamare sath hammare gav chalna hoga ,  ourr hammari madath karna hoga . 
Swamy ji kahthe hai , ki tthik hai . my Thumri  madath jarur karunga  .
Boudh vikshuk  gav me athe hai  ourr kuch pooja karthe Hai,   our vo nruthya karna  lagthe Hai,   lagathar nach the Hai  . akk , doo , chhe , ghanta  bithgaye  , Lekin  paani nahhi girtha  .
Lagathar nachthe rahe ,  jab  achanak se baaddal gunjne lage ,ourr paani ki akh akh bund girne lagi. nach ne lage,  nach ne lage,   Ouur joor ka paani girne laga . jab unnka nruthya rokhthe hai .
Jab uus gav ke padde likhe  ladke  . ascharya ho jathe Hai  , our kahthe hai , swamy ji  Hume  aap  maap karde q ki apke sakthio parr hamm hase the  sanka kare 
lekin hame samjme nahhi atha  a paani gira tho kise gira  , aa sab tho science  tho manthi nahi aap hame bathaiye , aa paani aya kise .
 boudh vikshuk  muskurakar kahthe Hai  , dekho my Thumri  tharra paddalikha nahhi hu , our muje uthna jantha nahhi , githna aap janthe ho . bass ak baath hai , ki  jab my chotta 
Thha thab my a tthan liya hai ki  " jab my nachunga paani girega , jab my nachunga paani girega  , ourr jab thakk paani nahhi girega thabthak nachtha he rahunga "   
q ki mujhe Vishwas hai apne aap me our  uss bhagavan  pe . jab my nachunga. tho paani jarut girega . 

Moral

Harr akk kaam  karthe samay uss kaam parr  positivety our apne aap parr vishwash hona chaiye ,  
 Our iss duniyame vo akk ayudh hai  vo hame success  detha hai vo , attut Vishwas  hai .


                                           " thanks. You " 




Share:

Tuesday, 14 May 2019

Bethi ko padhav..... Bethe ko nasiyat sikhao

."these article dedicated  to all the mathers in these Word"
 "becuse you  have to putout your feelings about female feoticid"


Harr eak ladkika sapna hotha he ki achese padu agee badu apne pairope pe khadi  ho saku, 
Bass.. yahi sochthe hi har ladki ,
Ladkiko janam denese loog darthe he ,harr ghar mein maanna a hai ki ladki sakshath Laxmi devi ka rup hotha .

parivar mein ladkika janm

Jabb eak ladke ka janme hotha he, Tho sab hasi khushi manana the hai.Jab eak ladki janm lee tho dekkar ,apna sirr nichhe kar leethe hai ,q ki ladki paraya dhan hotha hai esss liye .
q ki ladkionko deheg deena hotha hai, essi wajase ladka,aur ladkiko equali importens nahi deya jatha.
q ki ladka apne vansh ko baddabe wala hotha hai esi leeye shayad.
Lekin ladkiya, dusre gharjane wally hothi hai, tho apne pitha ka dhan dowlath apne sath le jathihe , esi karan matha pitha  apne ladkio ko ethna imp nahi dethe jithna ladkeko dethe hai.  
Sub rural area our  urban area mein esi thara hotha hai. Jab boys ko  acha school, acha collge lekin ladkio ko q nahi ?   ladkia pad nahi sakthi   ,ladkia apna feature nahi bana sakthee. 
q ki humne  pehle sehi apne consious maind me set kar leleya hai ke ladkiya,mardose kamm hothee hai, 
Mard ki soch

ladke soch the hai ki, sab kuch nahi kar pathe joo ,ladke kar sakthe hai .Ghar me bachi janam lenese he loge soch the hai ,une duniya safe nazar se nahi dekthi.  shayad unka repe ho jayega , q ki admi ki soch jo hai infinite hai .Unke mann me thara thara ke saval athe he  ladkiko a ho jayega vo hojayega  .Lekin vo nahi soch the ki in sab bathoon se kise bachana chayiye . Jab ladkiya choote kapde pehnthe hai use alag nazaraya se dekath he ,our ham soch the hai vo ladki ashe kapde pehne hai, vaise kapde pehne hai, leki hamari maind set up nahi badaltha hai ,q chotte kapde pehne se kay problem wo apne independent life gene ka hakkk unhe nahi hai  , lekein hum kon hothe hai ,une jadge karnewale ,  jab asi soch wale hothe hai na wo kabbi apne life mein aage nahi badthe ,agar wo educated he our ethni ghatiya soch hai  tho, wo samaj hi nahi saktha ki uske life mein ladkio ki value kya hai.  Ladkioko ghar se bahar bhejne ke liye darthe hai  q ki uuse kuch kar dega  flatt karega uski maza udayega,  hame girl power ko samajna ha . "evry girl  andplays diffrent kind of role ,"  . kabi"  hame janm dene waly maaa hothi hai " hame rakhi bhandne waly behen hothi  hai, our hamare parivar ka annsh janam denee waly pathni hathi hai   a sab janthe huwe bhe une hame flatt karna uuse thamaam tharikeke dard denaa  acha happy lagtha hai. Ussi place mein apni  maaa. Ya behan .Hothi tho hame  kabi asha nahi karenge q ki some kind of love and affection,  wo dard nahi dek sakthe jo parayi ladikme dekthe hai .  Tho hame une dard,Himsha karne me achha lagtha hai . 
Repe 
 jab be school ya collage jathe hai ,  office mein kam karne jathe hai .maa our bap sochthe hai " she is unsefe . Why ? apne apne bachio ko  indirectly sika choke hai your weak ,  Our kahthe hai ki aaj kal ke ladke tthik  nahi hai . thum unse jada bath nahi karna ,ghar ke bahar ghumna math  esi thara ladkio ko kamjoor kardetheho  .Nahhi bolthe hai ki  thum nahhi darna , agar har eak ladki jab sab kuch ignore karnge  .our thume flatt karne waly ki muha thod jawab denge thab ladkio ko kio nahi chedeg  our repe bhi nahi hoga you fight with them and prove your self .... 
Female feoticidY

eak maa apne bache ko apne womb 9 mahine  paalthi hai , apne jaan se jada pyar dethi he  bache ke liye new life style apnathe hai ,ki uska bacha achese is duniya me janm le sake .  jab sex ditermination test ,jab  uss maa ke peet se janam lenewali bachhi hai tho ouse  abortion karwathe hai through MTP .
 easi sex determinate karne waly ultra sound techqnics ko bannd karne ke, baad be  a gairkanuni test karwathe hai, hame , easi tests ko manna karna hai .Balki parents ko nahi,jo easi tests se ditermination karne wale doctors ko unnki  degrees  ko cancel karwana chaiye ,aur a sab kuch janthe huwe be easi tests kawane wale parents  ko saja milni chaiye .  eaisa karne se Ladkiko  janm huwe bina maarne  wale ko . usse ye hai ki  unka paisa dehej mein dena bach jayega, aur  Apne parivar ki izath bach jayegi . Easi liye a sab kuch karthe hai log  aree akk baar apne ankh kholo our socho  ,uss bache ko abort karne par, uss maa par kya bithi hogi,kabhi socha hai...... log a janthe nahi , Betia our bete  , paida karna uss bichari maa par nahi uss bapp par depend hotha hai . a bena janthe huwe uss maa ko  gair kanuni julm karthe hai,Our uuse pidda dethe hai.  a samajthe nahi bass galthia hum kare our ladkio pe tthus de,  other cauntry wale kahthe hai india is great cauntry  ,becuse they have evry kind of cultur and great reletionship with diffrent religeons  .ham sab padthe hai india is devlaping cuntry . Naki devlaped cuntry . Agar devlaped cuntry banana hai tho pahle ladkio ki izath karna siko . Hamari jo soch hai wo badlo ,na ki a devlopment industrylization se hoga ,na har feild mein kithni be revalution lanese .our bettia  janm do.. Bachav 
Moral 
har eak proffision mein hamari battia agee bad rahe hai,
Our girl power ko janna ithana zaruri hai ki , samasth srishti chalanne wale girl hothi hai,un ke bina hum kuch karnahi sakthe . une vishwas dilana hai ki  ladkeinke sath rehne se une koi musibath aathi nahhi.
Our hame unhe vishwas dena hai ki  Ladke ke sath kande se kanda milkar chalsakthi hai.  Ladkia bhi prove karna hai ki hum be ki si se kamm nahi,
"Betti bachav nahhi betti padav nahhi" " beeta bachav our beeta na manne par thappad markar samjav"
 rani rudramma devi ,jhansi laxmi bai a bhi tho ladkia hai , shayad ye bhi thumhare thara ghar baitee soch thi swathantra kab ayega , tho aaj shayad indipendency na milly hothi .Our hamm sab kuch nahhi kar pathee , jo aaj humm karre hai .
Our har akk ladiko jhansi rani bannahogaa .Our unese  samaj ,se laddna hogaa ki  ladkio  ko unhe bhi equal rights hai. Our self protectionkarna sikh na hogha.......

     

                                          "    Thanks you " 
Share:

PayUMoney

https://amzn.to/2IJCyEm

BTemplates.com

Ghar. Powered by Blogger.

Search This Blog

Find Us On Facebook

Popular Posts