Hii !
Aap sabh ka swagath hai , mere blog me ajj jyo my apko , aur naye title ke sath mai aya hu......
Wo title hai " apna time aayega "
Our mai aj iss title ke bare me , apna personl experience bathavunga ,
Hum jaanne wale hai ki hamare life me , samay ka importance hai .
q hum time ke binna apne life adhuri hai .
Abh mai bathhane jane wali kahani apne aap ko saphal hone me maddath karegi ,
Hame aisa lagega ki hame iss kahani se jarur faida hoga.....
Bhouth sare log hotje hai , jyo sochne lagthe Hai ki binaa kuch kiye , hame sabh kuch milega ,dhan ,paddai , wo parr parwa nahi karthe Hai apne time ka ,
Kuch log hothe hai kahthe hai ,
My iss katthin samay se gujarrkar , my saphal jarur howunga ,
Our ek shet parr time table banane lagthe hai .
Lekin. Uss time table ko doo din bhi follow nahhi karthe , q ki aise loog nahhi jaanthe ki kya hothi hai time ka mahathv . jyo karna hai time rehthe Hi karlo nahhi tho bhouth pachthavo ge .
Dostho time hi tho hai , sabh ko mahan banathi hai ,
q ki time ke binaa ,hum adhure hai ,
So ,
" time is gold " kehthe Hai,
Koi bhi aisa insan nahhi hai, , jyo time ko apne haath me lekarr , lo bhai success apne pass rakhna nahhi kehtha ,q ki time ki value wo hothi hai koi apne haath me nahhi rakhtha ,
Kabhi mahthma Gandhi ji ne kaha
" don't west tha time ,time is that which is never comes back "
Apne time ko kithni bhi dhan sampathy se nahhi kharid sakthe , shayad aisa hotha tho sab successful insan bann jathe ,
Our time ki thulna iss duniyame kisise bhi barabari karnahhi sakthe .
Story
Agarr aap mythology , padde ho tho , ye ithihas jarur yad ayega. ,q ki mai abh bathane jane waly story , mythology kehi according hai , thumhe ye paddkar bhouth achha lagegaa , our apko bhouth sari sikh bhi milegi .
Purv kaal ki bath hai , ..
.
Jab mahishasur naam ke raakshas , hotha thha ,
Our unke Istadive bhagvan shive ji ki aradhana karthe thhe ,
Shive ki kaddi se kaddi thapasya shuru ki ,
Kahi hajaaro varsh bIth chukke the shive ji ko prasana karne ,
Lekin bhagvan shive prasana nahhi hoyhev !eak baar bhagvan vishnu prasana hothe hai ,our prasana hokar kehthe hai
! Apni ankhe kholo mahishasur, kaho thumhe kya vardan chahiye ,
Tho mahishasur kehthe hai , nahhi bagvan vishnu maine tho apki ardhana bhi nahi kiya , tho aap q aye mujhe tho bhagvan shive ji se vardhan chahiye thha ,
q ki mai shiv ji ka param bhakth hu .....
Aap jayiye our mujhe kshama kijiye apka apman karne ke liye , tho vishnu apne swarg me lout jathe hai ,
Mahishasur our kaddi thapasya karne lage , lekin dusre baar bhi shiv ji nahhi aye ,
Bhagvan brahma prakat huwe , our kehne lage putra mahishasur kholo apni ankhe aur kya thume vardhan musse mangloo mao thumhe deneke liye thayar hu , mahishasur bhagvan vishnu se jyo kahe , wahhi bhagvan brahma se bhi kehkar unhe apne swarg me lout ne ko kaha ,
Our dusre baar shivji prakat huwe our , kahe mahishasur ankhe kholo our kaho thum kos vardhan ke liye itthni kaddi thapasya karre ho ,tho raakshas ne kahha bhagvan mai dhanya hu ki mujhe apke darshan huwe mujhe tho apse milneka kithne ki varsh se inthajar thhi ,
shiv ji kehtthe hai kya chahiye rhume mango ,
Tho muje ttho aap thin vardhan denge
Shiv ji kehtthe Hai q
q ki apne bhagvan vishnu , our brahma , our aap ki vardhan milkar thin Vardhan mujhe milne chahiye ,
" iss thin lok ke sare sunder apsara me ardhangi bhane "
Shive ji kehthe hai " thathasthu "
" jiss apsara ke kouk se janme hone wale me varis sadha amar rahhe , unki kabhi haar naho "
" our ye uttam vardhan jyo apko mujhe dena hoga , mujhe sare duniya se bhi jyada dhan muje chahiye anike swayam devi laxmi ko ,yane ki mere ghar me apne sath meri pathni bankar sadha mere vash me rahe ,
Shiv ji binaa soche a 3 vardhan mahishasur ko dethe hai.
Bhagvan vishnu bhouth dukhi he q ki shiv ji ne tho vardhan diya ki devi laxmi swarg thyag kare , mahishasur thaamam tharike ki pooja karthe hai our devi Laxmi KO apne vash me karlethe hai ,
Jab sab devtha vyakul hai , unke dhan sampathy sari chaligayi , q ki laxmi devi hi nahhi rahhi tho bhala sampathy kaise rahe gi
Sab devtha bhgvan shivkilash jyathe hai , hai , kehthe hai shiv ji hamara sab kich chalagaya , hum kya kare ki sare bhagvan milkar devi Laxmi ko hamare swarg me laye ,
Nahhi tho sare sristi ka anrth hojayega ,
Jab devtha our raakshas milkar sagar manthan karne ka nirnay karthe hai ,
devtha our raakshas sabh nadi me utharthe hai ek tharaf se devtha our ek tharaf se raakshas shiv ji ke vasuki naam ke nag ki madath se sagar manthan chaalu kiya our uss me jyo bhi prapth hoga wo saman tharike se batega ,
Akhir amruth , iravath aise kuch devtha vo ko prapth huyi , aur Devi Laxmi bhi tho devtha vo ka saara dhan our sampathy lout ayi ,
Moral
Shayad devtha ye sochkar ! hum tho bhagvan hai ,hame tho maya aathi hai uss maya se hum dhan doulath kaama sakthe hai ! Hame kya jarurath hai sagar manthan Karna .
Agaar ye sabh soch the tho , ajj humm pooja devtha vo ki nahhi raakshas so ki karthe ,
Diwali nahhi narakwali banathe ,
Dekho ! Jab time hotha hai na ,jab hi hamari chal bazi se success honeki sochna chahye.
Koin kehtha hai apna time aayega , aree apna time aatha nahhi hame khud time laanahoga .
" thanks you "